❤» Hadees : Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki,
๐น“Apne Dilon Ko Zyada Khaane-Peene Se Halaak Na Karo Jis Tarah Zyada Paani Se Kheti Tabaah Ho Jati Hai, Usi Tarah Zyada Khaane-Peene Se Dil Halaak Ho Jaata Hai”.
๐– (Mukashifatul Quloob)
๐» Hadees : Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki,
๐“ALLAH Ta’ala Ko Tum Me Se Ziyada Woh Banda Pasand Hai Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badanwala Ho”.
๐– (Jaam-e-Sagir Safa:20 Hadees:221)
๐» Qaul-e-Mubarak : Hazrate Umar Farooq-e-Aazam (RadiAllahu Anhu) Farmate Hai,
๐“Apne Aap Ko Pait Bhar Kar Khaane Se Bachaao, Ki Yeh Zindagi Me Bojh Aur Mout Ke Waqt Badboo Hai”.
๐– (Ihyaul Uloom Jild:3, Safa:90)
0 Comments