Shab-e-Baraat
Dua ki raat (Shab-e-Dua),
Dua ki Qabooliyat ki raat (Shab-e-Qabooliat) aur Barkat ki raat (Shab-e-Barakah ) bhi kehlati hai.
Shab-e-Baraat par Haidth.......
Abu Bakr Siddiq (R.A) riwayat karte hain, Nabi (Sallalahu Alaihi Wassalam) ne farmaya:"Allah Nisf-Shaban (Middle Shaban - 15th Shaban) ko apni makhlook ki taraf tawajjoh farmata hai aur Woh sabhi ki Maghfirat karta hai siwaye jo mushanahi aur jo qatilu nasfs hai."(Hasan)
[Hafiz ibn Hajar, al-Amaalil mutlaqah, Page 119-120]
[Hafiz ibn Hajar, al-Amaalil mutlaqah, Page 119-120]
Muadh bin Jabal (R.A) riwayat karte hain, Nabi (Sallalahu Alaihi Wassalam) ne farmaya:"Allah Nisf-Shaban (Middle Shaban - 15th Shaban) ko apni m...akhlook ki taraf khaas tawajjoh farmata hai aur Woh sabhi ki Maghfirat karta hai siwaye jo Mushrik hai aur jo Dusro se keena (Bughz) rakhta hai."(Sahih)
[Imam Ibn Hajr Haythmi, Majma Az Zawaid, Hadith No. 12860]
[Imam Ibn Hajr Haythmi, Majma Az Zawaid, Hadith No. 12860]
Abdullah bin Amr (R.A) riwayat karte hain, Nabi (Sallalahu Alaihi Wassalam) ne farmaya:"Allah Nisf-Shaban (Middle Shaban - 15th Shaban) ko apni makhlook ki taraf tawajjoh farmata hai aur Woh sabhi ki Maghfirat karta hai siwaye jo mushanahi aur jo qatilu nasfs hai."(Sahih)
[Musnad Ahmed bin Hambal, Vol. 2, Page 176, Hadith No. 6642]
[Musnad Ahmed bin Hambal, Vol. 2, Page 176, Hadith No. 6642]
Aisha : Aapne farmaya: Rasoolullah (Sallalahu Alaihi Wassalam) raat ke ek hisse mein Namaz ke liye khade huye aur Apna Sajda bohot taweel kiya ki Maine socha ki Unki Rooh parwaz na kar gayiho. Jab maine ye dekha Main uthi aur Unka bada angutha hilaya, jispar Aap hile, to main wapas ho gayi. Jab Aapneapna sar Sajde se uthaya aur Namaz poori ki, Aapne farmaya:"Ai Aisha, Ai Humayra! Kya Aapne socha ki Rasool ne apna mu'aidah tod diya hai?
"Aapne farmaya"Nahi, Allah ki kasam, Ya Rasoolullah, lekin Mujhe laga ki Aapki Rooh parwaz kar gayi hai kyunki Aapne Sajda bohot taweel kar diya tha."Aap (S.A.W) ne farmaya:
"Kya Aap janti hain ye Raat kya hai?
"Aapne farmaya :
"Allah aur Uska Rasool behtar jante hain.
"Aap (S.A.W) ne farmaya :
"Ye Nisf-Sha'ban ki raat hai !
Beshaq Allah jo Azeem hai aur Kudratwala hai Nisf-Sha'ban ki raat koApne Ghulamo par khas tawajjoh farmata hai, aur Jo Istaghfar karte hain Wo unhe maaf farmata hai, aur Unpar Reham karta hai jo Rehmat ke talabgar hote hain, aur Wo Apni Saltanat mein Bughz rakhne walo'n komauka deta hai.
"(Hadha Mursal Jayyid)
[Bayhaqi, Shu`ab al-iman, Vol. 3, Page 382, Hadith No. 3835]

15 wi Shabaan ki raat ko khaas Qabrastaan jana bhi iss Hadees se sabit huwa. Kyuki Huzoor ﺻﻠﯽ
ﺍﻟﻠﮧُ ﻋﻠﯿﮧِ ﻭ ﺁﻟﮧِ ﻭﺳﻠﻢِkhud is raat ko Janatul Baqi tashreef le gaye. Kuch log kehte hai ki Huzoor ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧُ ﻋﻠﯿﮧِ ﻭ ﺁﻟﮧِ
ﻭﺳﻠﻢِ ne is raat ko kabrastaan jaane ka hukm nahi farmaya aur Har saal jaane ka bhi zikr nahi. Is

zimn mein hamara ye kehna hai ki Huzoor ﺻﻠﯽ
ﺍﻟﻠﮧُ ﻋﻠﯿﮧِ ﻭ ﺁﻟﮧِ ﻭﺳﻠﻢِka koi bhi Amal chahe us mein logo ke liye hukm ho ya na ho, Sunnat hota hai. Hum is liye
khaas Kabrastaan jate hai kyuki Huzoor ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧُ ﻋﻠﯿﮧِ ﻭ ﺁﻟﮧِ ﻭﺳﻠﻢِ gaye. Ab jis shaks ko jaana ho woh jaaye aur
jisse na jaana ho woh na jaaye kyuki ye mehez Sunnat hai, koi Farz ya Wajib amal nahi. Magar kisi
ko jaane se rokna mehez Jahalat hai ki Nabi ki ek Sunnat se rokna huwa.
Shab-e-Braat Ki Nafal Namaaz Download below link share with your friends and family
Shabe barat ki 6 rakat nafil Namaz Lockdown Or Shabe-e-Braat Ki Fazilat
Click Here
Shabe Braat Ki Dua
Shabe Braat Ki Dua
1 Comments
Ramadan Food Ideas
ReplyDelete