Waldain Ki Khidmat Jannat Ka Sabab Hai
Ghulma-e-Raza.blogspot.com |
Waliden Ka Apni Aulaad Par Kitna Haq Hai ?
Hadees -E- Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Abu Umamah رضي الله تعالٰی عنه Se Riwayat Hain Ki Ek Aadmi Aaya Aur Us Ne Arz Kiya :
"Ya Rasool ALLAH {sallallahu alahi wasallam }! Walidein Ka Apni Aulaad Par Kitna Haqq Hai?
Nabi-E-Kareem Sallallahu alahi wassallam Ne Irshaad Farmaya :
Woh Dono Teri Jannat (Bhi) Hain Aur Dozakh (Bhi) Hain.
(Ya’ni Un Ki Khidmat Kar Ke Jannat Haasil Kar Lo Ya Na-Farmani Kar Ke Dozakh Ke Mustahiq Ho Jaao).”
>Sunan Ibn Majah
वाल्दैन की खिदमत जन्नत का सबब है
हदीस -ए -मुबारक का मफ़हूम है के हज़रते अब उमामः رضي الله تعالٰی عنه से रिवायत हैं की एक आदमी आया और उस ने अर्ज़ किया :
"या रसूलअल्लाह (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) वालिदैन का अपनी औलाद पर कितना हक़्क़ है ?
नबी -ए -करीम ( सल्लल्लाहु अलैहि वस्सल्लम ) ने इरशाद फ़रमाया :
वह दोनों तेरी जन्नत भी हैं और दोज़ख भी हैं .
(या ’नी उन की खिदमत कर के जन्नत हासिल कर लो या न -फरमानी कर के दोज़ख के मुस्तहिक़ हो जाओ ).”
>सुनन इबन माजा
0 Comments