Ramzaan Sharif

Mafhom e Hadees:
Nabi SalLalLahu Alaihe Wasallam ne Farmaya:
Roza Rakhay Baghair aitekaf nahi hota
(Mustadrak Hakim, Hadees # 1639, Kitab us Soum,
Ravi: Ayesha Rz.A) Masla: aitekaf k liye Roza Rakhna Shart hay
Lehaza Jis Din Roza na rakha Us din se aitekaf
toot gaya, Bimari ki waja se aitekaf torna jaiz
hay, Lekin 1 din k aitekaf ki Qaza Wajib hogi
(Radd ul Muhtar, Jild # 2, Page # 442, 447,

NABI E KAREEM Sallaĺlahu alaihi wasallam ko aourtou me sab se zyada mohabbat HAZRATH SYEDA FATIMA raziallahu tala anha se hai aur mardou me se HAZRATH ALI raziallahu tala anhu sab se zyada mahboob hai.
(Jame Tirmizi , hadith no :3868)

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
Ramzan me apna kharch badhado , kyun ke is mahine me kharch karna ALLAH ki rah me kharch karne ki tarah hai.
(Kanzul Ummal)

Post a Comment

0 Comments